Story in Hindi padhna bahut logon ko pasand hota hai kyunki Hindi kahaniyan seedhe dil se judi hoti hain. Inmein pyaar, parivaar, dosti, sangharsh aur zindagi ke chhote-bade sach bahut simple tareeke se dikhaye jaate hain. Kabhi ek chhoti si kahani bhi humein zindagi ka bada lesson de jaati hai. Kuch kahaniyan humein hasaati hain, kuch aankhon mein aansu la deti hain aur kuch padhne ke baad bahut der tak yaad rehti hain. Yeh story in Hindi bhi ek aise ladke aur uski maa ki kahani hai jahan gareebi, sapne, mehnat aur maa ka pyaar ek aam zindagi ko khaas…

